Poetry Page 11

*  Aap Ko Chahker Kuch Na Chaha Kabhi

Mer Chaht Ka Kuch To Sila Dijiye

Phool Murjhaye Gaye AaP ki Chah Main

Muskara keR Un He Phir Khila Dijiye 


*  tumhe pukarte thake nahin hai,
khamoshi ek zubaan ban gayi hai
tere rubaru aate hi aye bewafa
har ranjish ek dua baan gayi hai
 

*  Seena-e-dil Mein Pehle Bhi Tamanayein Thi Zamane Bhar Ki
Aapke Aane Se Sab Halaat Badal Gaye
Wo Tamanayein Badal Gayee Talukaat Badal Gaye
Kabhie Chahi Thi Zamane Ki Khushi Humne'sahar'
Ab Chahat Badal Gayi Saare Swalaat Badal Gaye
No Socha Tha Kabhie Humne Ishq Ke Mauzu Par
Aapki Ek Nazar Se Saare Khayalaat Badal Gaye 


*  Chale bhi aao ki hum tumse pyar karte hain.
Yeh woh gunah hai jo hum bar bar karte hain.
Log maut tak hi dilbar ki raah takte hain,
Hum hai ki kabar mein tera intezaar karte hain. 


*  Dard me woh bhi hai, Dard me hum bhi,
woh aasu pe rahen hain, hum aasu jokh rahe hai.
Fark sirf itna hai ki, woh Zamane ko dikah rahe hai
aur hum khuda se bhi chupa rahe hai… 


*  Dhalti Shaam Ka Khula Ehsas Hai,
Mere Dil Mein Teri Jagah Kuch Khass Hai,
Tu Nahi Hai Yahan Malum Hai Mujhe...
Par Dil Ye Kehta Hai.. Tu Yahin.. Mere Pass Hai..
 

*  Bahut tanhaiyan hai mere hisse mein churalo tum
Tumhara saath meri tanhaiyon se kuch to behtar hai....... 


*  tanha na raha karo!
udas na raha karo!
ankhain band karkay tum!
humay apnay pass paya karo! 


*  Apni Surat ka kabhi to didaar de
tadap raha hu kabhi to apna pyaar de
Apni awaaz nahi sunani to mat suna
Kam se kam ek shaam hi udhaar de 


*  zer-e-deewaar khare hum tera kya lete hain,
dekh lete hain lagi dil ki bujha lete hain..

>>>>>>>><<<<<<<< Next Page 12

 
 
 
 
Today, there have been 27 visitors (44 hits) on this page!
This website was created for free with Own-Free-Website.com. Would you also like to have your own website?
Sign up for free